(♥ĀzαŁ şέy ßαş ġαyι ħαι şιя ßűŁαήđι αрήι ƒιтяαт мέιή.....мűĵħαy ßāş тőőт'ήα ααтα ħαι,ĵħűк ĵααήα ήαħιή ααтa♥) Dil mein wafa ki talab, Lab pe swal bhi nahen, Ham hain hisar-e-drd mein, Usko khyal bhi nahen, Wo jo ana parasat hay, Main bhi wafa parasat hun, Uska jawab bhi nahen, Meri misaal bhi nahen, Usko zuban de chukay, dil ka jahan de chukay, Ehd-e-wafa ko torrna, apni majal bhi nahen.. ΞKHANTABIBΞ